anjani
09-28-2008, 04:58 PM
Mai ne raato ko boht socha hai tum bhi sochna
Faisla Kun mor aa pohncha hai tum bhi sochna
Sochna mumkin hai kaisay is judai ka Aalaaj.?
Haal hum dono ka eik jaisa hai tum bhi sochna
Pul taluq ka shkista Q hua? sochu ga mai...
Door nichay hijar ka driya hai tum bhi sochna
Apnay roz -o- shab guzar saktay hai tanha kis tarah
Tajarba mera bhi ye pehla hai tum bhi sochna
Haa , Nahi , kay darmiyani rastay par baith kr
kis kay haq mai kya nahi acha hai,Tum bhi sochna