PDA

View Full Version : Na pasand


Humaila
09-28-2008, 01:48 PM
Ae imaan walo dosry emaan waloo mian aib na dondtay raho,beshak ye baat ALLAH (Azzwajal) ko na passend hai.
Aur aghar tum asia kero ghe too jaan lo ALLAH (Azzwajal) tumary aib dondy gha,aur aghar ALLAH (Azzwajal) tumary aib dondy gha,too tum ko tumary gher main he ruswa kery gha,beshak ALLAH (Azzwajal) ghaleb hekmet wala hai.(Quran).. .
...


Please kissi insaan key aib na nikala karo.. Dosra jo kuch bhi kar raha hoo aap ko kya?.. haar aik insaan janta hai who kya kar raha hai.. LEKIN, agar aap dekhtey hai key aik insaan kuch ghalt kar raha hai.. TUB aap oss insaan key pass ja kar osko bata saktey hoo key jo who kar raha hai ghalt hai.. Agar na maney.. So leave him..
.. Lekin jo hum aib nikaltey hai.. Like.. Isski yhe adat achi nahi who yhe nahi karta etc etc,, Yhe ghalt hai. Aur Agaar aisa karo ghay to Allah(swt) tumharey aib nikaley gha.. Aur tum ko tumharey hi ghaar mein ruswa kare gha..
.. Please dosron key aib nikalne key bijay aapney aap ko dekhein..
..
MAY ALLAH(swt) bless all if us.. AMIN

anjani
09-28-2008, 02:19 PM
SUBHANALLAH
nice sharing

Humaila
09-28-2008, 07:22 PM
Thanks for the comment sis

umair8005
09-28-2008, 08:00 PM
JAZAK ALLAH HAIRA.....

aayat ka no btayn plz.....

Humaila
09-29-2008, 01:48 PM
Hmm.not sure.. .But its:::Surah Al-Hujraat, Aayat No. 11, Para 26...

Nida-H
12-14-2008, 04:07 PM
JazakAllah..

RAJA_PAKIBOY
12-15-2008, 09:29 AM
Jazak allah

Hamzaking
10-17-2009, 07:17 PM
Jazak allah

ღƬαsнι☣Rασ™
07-04-2012, 12:42 PM
Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.