K@IN@@T
06-29-2009, 01:02 PM
yeh ishq-o-mohabbat kuch bhi nahi
sab rog hai dil o jaan ka
kisi nay paa liya kisi na khodiya
azal say hai faisla aasman ka
humsafar kuch pal saath chalay
phir raastay mai bhatak gayay
koi mil gaya koi bichar gaya
yeh naam hai bas imtahan ka
yeh ghazal yeh shair-o-shayari kuch bhi nahi
agar too samjh sakay too.......................
isay ghor say parh zara to bhi
yeh mamla hai tarz-e-bayan ka
yeh soch k khush hoja
ab manzil door nahi rahi
osay aaj bhi intizar hai
bas teray laboo ki haa ka
meri zindagi band kitaab hai
isay khool k mat parh
iss shair mai mainay likh diya
apni dokh bhari daastan ka
yeh dostii ojarr day gi tujhay
mat chal is kathin rah mai
woh agar kahay bhi to mat karna
aetabaar os ki ha ka ..................
sab rog hai dil o jaan ka
kisi nay paa liya kisi na khodiya
azal say hai faisla aasman ka
humsafar kuch pal saath chalay
phir raastay mai bhatak gayay
koi mil gaya koi bichar gaya
yeh naam hai bas imtahan ka
yeh ghazal yeh shair-o-shayari kuch bhi nahi
agar too samjh sakay too.......................
isay ghor say parh zara to bhi
yeh mamla hai tarz-e-bayan ka
yeh soch k khush hoja
ab manzil door nahi rahi
osay aaj bhi intizar hai
bas teray laboo ki haa ka
meri zindagi band kitaab hai
isay khool k mat parh
iss shair mai mainay likh diya
apni dokh bhari daastan ka
yeh dostii ojarr day gi tujhay
mat chal is kathin rah mai
woh agar kahay bhi to mat karna
aetabaar os ki ha ka ..................