K@IN@@T
06-29-2009, 12:44 PM
jagti ankho mai yeh khowaab rehnay do
gayay mausam ka ab hisaab rehnay do
kal agar bichar gayay to teri yaad dilayay ga yeh
hamaray saath ansoo ka saylaab rehnay do
jo hum nay kahi thi tumhay khat mai kabhi
os baat ka jawab rehnay do
sajao kisi or ki duniya khushi say
hamari ankho ko yohi baykhowaab rehnay do
hum kantoo k aadi hai sandil
kisi or ko day dayna yeh gulaab rehnay do ...............