dur-e-shahwar
06-23-2009, 07:39 PM
Rab se aap ki khariyat mangte hain
duaon main aap ki khushi mangte hain
sochte hain kya mangen aap se...
chalo aaj aap ki umar bhar ki dosti mangte hain
hum to sirf aap ki baat kiya karty hain
har dharkan main aap ka naam liya karty hain
aap ho humen apni jaan se bhi pyare
tahi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain