K@IN@@T
06-23-2009, 05:35 PM
chalo ek nazam likhtay hai
kisi k naam kartay hai
magar yeh sochna hai ab to
k os mai zikar kis ka ho
k os mai baat kis ki ho
k os mai zaat kis ki ho
or yeh bhi farz kartay hai
k jis mai nazam likhtay hai
hamay os say mohabbat hai
hamaray saray jazbo ko
bas os ki zarrorat hai
chalo ek kaam kartay hai
hum jo nazam likhtay hai
tumharay naam likhtay hai
tum hi onwaan ho os ka
tumhara zikar hai os mai
tumhari baat hai os mai
tumhari zaat hai os mai
kisi k naam kartay hai
magar yeh sochna hai ab to
k os mai zikar kis ka ho
k os mai baat kis ki ho
k os mai zaat kis ki ho
or yeh bhi farz kartay hai
k jis mai nazam likhtay hai
hamay os say mohabbat hai
hamaray saray jazbo ko
bas os ki zarrorat hai
chalo ek kaam kartay hai
hum jo nazam likhtay hai
tumharay naam likhtay hai
tum hi onwaan ho os ka
tumhara zikar hai os mai
tumhari baat hai os mai
tumhari zaat hai os mai