dellawer shah
06-22-2009, 04:29 PM
meri zindagi mai ek kitaab hai bas ek chiraag hai
ek khowaab hai or tum ho
yeh kitaab khowab k darmiyaan
jo manzil mai chahta tha
tumharay saath basar karo
yehi kol, asaas-e-zindagi hai
isi ko zayray safar karo
kisi or sim nazar karo
to meri dua mai asar na ho
meray jadah khush khabar mai
bajiz tumharay
kabhi kisi ka gozar na ho
magar is tarha k tumhay bhi khabar na ho
isi ahtiyaat mai saari umer gozar na jayay
jo arzoo hai kitaab or khowaab k saath
tum sharik ho
woh mar na jayay
strawberry miss u
tumhari dii hoyi nazam aaj post kar raha ho
ek khowaab hai or tum ho
yeh kitaab khowab k darmiyaan
jo manzil mai chahta tha
tumharay saath basar karo
yehi kol, asaas-e-zindagi hai
isi ko zayray safar karo
kisi or sim nazar karo
to meri dua mai asar na ho
meray jadah khush khabar mai
bajiz tumharay
kabhi kisi ka gozar na ho
magar is tarha k tumhay bhi khabar na ho
isi ahtiyaat mai saari umer gozar na jayay
jo arzoo hai kitaab or khowaab k saath
tum sharik ho
woh mar na jayay
strawberry miss u
tumhari dii hoyi nazam aaj post kar raha ho