PDA

View Full Version : phir yhe faraq kyo?


Humaila
09-25-2008, 01:43 PM
If anyone fell ill,
he used to visit him
irrespective of whether
the person was rich or poor.

he used to attend the
funeral of anyone who passed away....
..........

Hum kehtey hena key Muhammad(sww) key nakshe qadam par chalna chahie.. Aur hum yhei dua kartey hai key humey Allah(swt) tofeeq de..
Who tofeeq to deta hai lekin humey jo chances Allah(swt) deta hai hum onko pagartey nahi hai..
Iss hadith mein yhe hume sikne ko milta hai key, insaan ghareeb ho yha amiiir, insaan insaan hota hai.. Aur Muhammad(sww) ney kabhi faraq nahi kia tha, sub ko barabar samjha.. lekin aaj kal yhe hota hai key.. Humne kissi key funeral par nahi jana, cause humari onse dushmani hai,,, Yhe sahi nahi hai.. Humey pyaar aur muhabbat se rehna chahie..
..
ALLAH(swt) hum sub ko sidhey rastey par chalne ki tofeeq de.. AMIN

» ßerükhï «
09-25-2008, 05:33 PM
Yeh sab kuch jaante huwe bhi, dobara parh kar khushi huwi
Shukriya sis

umair8005
09-25-2008, 06:02 PM
jazak allah khaira.....

Humaila
09-25-2008, 08:59 PM
Thanks for the comments.. Umair brother and Ssila.. :)..
Lekin sister insaan ko amal mein lana chahie.. Abh Quran-e-pak ka example deti hoon.. Hum kitni martaba parthey hai.. Koi amal karta hai ???

Nida-H
12-08-2008, 10:04 AM
JazakAllah..

Abewsha
08-27-2011, 08:35 AM
JazaKaLLah...

Dua Armaan
08-29-2011, 09:15 AM
jazakallah khair........................

PRINCE SHAAN
08-29-2011, 10:09 AM
Jazak Allah Khair.......

)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
08-29-2011, 10:37 AM
JazakALLAH Khair........

ღƬαsнι☣Rασ™
07-15-2012, 10:08 PM
Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng

life
08-16-2012, 02:04 AM
JazakALLAH khair
__________________

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.