(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
06-17-2009, 10:06 PM
Aapki yaadon ke rahte hum akele nahi,
Aapko hum yaad na kare aisa koi lamha nahi,
Aapki yaadein bhi aap ka ehsaas hai,
Har waqt lagta hai aap mere saath hai...
************************************
Tamaam Umr aap ko zindagi ka pyaar mile,
Khuda karein khushi tujko baar-baar mile,
Meri duwa bhi lag jaaye tumhe zindagi mein,
Kadam-Kadam par tujhe mousam e bahaar mile...