Humaila
09-24-2008, 11:00 PM
The hadith with this wording is da'if, but its meaning is contained in the hadith of Ibn Majah and al-Nasa'i that a man came to the Prophet (may Allah bless him and grant him peace) and said, "O Messenger of Allah! I intend to go on a (military) expedition, but I have come to ask your advice." He said, "Is your mother alive?" He said, "Yes." He said, "Then stay with her, for the Garden is under her feet." This latter hadith is declared to be sahih by al-Hakim, al-Dhahabi and al-Mundhiri. --Kashf al-Khafa', no. 1078; Al-Da'ifah, no. 593.
...................
yaha par kaafi posts dekhey key parents yhe aur parents who..
Is hadith se humey pata chalta hai key maa ki kitni qadr karni chahie humey,
jannat maa key kadmon mein hai .. aapni maa ki izzat karo, aur osska khyal rakha karo.. Agar waledein oss umar mein paunch jay jiss umar mein onkey lye kam karna mushkil ho jay to.. UFF.. mat karo.. Onki haar baat ghaur se suno agar baat achi na lagey to .. pyaar muhabbat se samjhao.. lekin UFFF kabhi mat karo..
Yhei maa hai jissney tumhe paida kia, yhei maa hai jissney tumhari haar ziidd ko poora kia.. Kya aaj tum issi maa ko batein sunatey hoo????..