View Full Version : Namaz se maat kaho...
Humaila
09-24-2008, 10:57 PM
Namaz sa maat kaho,mujha kaam hai,balkey kaam sa kaho,mujha namaz pardni hai,...
Kash hum aisa kartey,.. kash hum dunya ke kamon mein na ujaltey..Kya hum shetan pe ilzam dein??. Jub ke hum oske kehne par khud atey hai`??..
Khar aik insan ko ALLAH pak ne aqal di hai, khar aik insan ko ilm hai kya sahi aur kya ghalt. .. ..
Agar insan ALLAH pak ki taraf aik kadam partha hai,
ALLAH pak oski taraf 10 kadam parde hai..
INTEZAR KIS KA, PEHLA KADAM UTHAE..
umair8005
09-25-2008, 06:14 PM
http://img217.imageshack.us/img217/7416/jmirrorui0.gif
Humaila
09-25-2008, 09:13 PM
Thanks for ur comment brother:)
jazaik ALLAH kahir n keep sharing sis
Humaila
09-27-2008, 04:46 PM
thanks for the comment.. sweetoo sis.
Nida-H
12-11-2008, 11:25 AM
JazakAllah..very nice sharing!!!
A L i
12-11-2008, 02:31 PM
very nice post :)
HarD-RocK
12-11-2008, 11:48 PM
First of all tu JAZAKALLAH and second thing yeh meray saath buhat dafa howa hey key mein kaam kee wajah say namaz nai parh saka hoon aur kaza namaz parhni parti hey khair woh tu majbori hey coz kai dafa kuch aisa pansa hota hoon mushkil ho jata hey aur baad mein sochta hoon key yar kya life hey ALLAH ney hamay apni ibadat key lye banaya tha lekin kya karain u know kabi kabi sochta hoon key hum yeh jo life guzar rahay hein yeh kya hey? for example aj menay sirf 2 namaz parhi hein raat ko buhat der say soya tha subah fajar ke nai par saka aur zuhar key waqt tu lunch time hota hey tu zaroor parhta hoon aur aj bi parhi hey asar key waqt mein itna busy tha aur itna important kaam kar raha tha key nai ja saka maghrib bi nai parh saka aur isha parhi coz thora free tha waisay tu ALLAH ka system samajh nai aya mujhe,,, hamay bhook lagti hey us key lye kamana parta hey sahi hey aur kamanay key lye jo job kar raha hoon waha ka hal yeh hey key kabi is ka phone kabi us ka phone kabi invoice ka masla hota hey kabi koi keh raha hota hey oye email kar dey koi kehta hey yar print sai nai aya hey koi bolta hey oye pai is par stamp kion nai lagaye kabi bank mein tujhe jana paray ga boss yeh kar chala jata hey yar is life mein itna gum ho chuka hoon samajh nai ata hey kya karoon kabi kabi sochta hoon yar key namaz parh kar ata hoon lekin i m siting on a very hot seat meri buhat bari majbori hey aur namaz kaza karna par jata hey kya karoon !!
~*Gillanii
12-12-2008, 06:49 PM
Beautifull Sharing Sis, JaZakallaH!
HarD-RocK, Kamana Hum Nay Dunya Main RehnaY Kay Liye Aur Khana Hum Nay Jeenay Kay Liye, Rehnay Aur Jeenay Ka Maqsad To Allah Ki Ibadat Aur Us Ki Farmabardaari Hay Na? So ye Namazz Khanay, Peenay, Sonay, Mails etc. Say Zyada Imp Kaam HaY..
Insaan Kay PasS Bohat Rastay Hain, Allah Ka System Bhi Samjh JaO Ge..
Ap Apnay Saath Office Coleagues Ko Bhi Namaz Ki Adat Dalo.. Inshallah Sab Theek Hojaye Ga :p
Humaila
12-12-2008, 09:28 PM
Very well said SOOLI..
HR... Yhei to humara imtehaan hai.. Cause humey in dunya key kamon mein nahi itna parna chahie.. Lekin sath mein ALLAH(swt) ko yaad rakna chahie.. Insaan kahin bhi hoon.. ALLAH pak ko haar waqt yaad kar sakta hai:=)..
urooj2008
08-14-2011, 01:41 PM
very gud truely
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.