K@IN@@T
06-08-2009, 11:16 PM
EKtum k dil mai dard kisi gair k liyay
Ek hum k dard ban gayay khud aap k liyay
hum teray aanay k muntazir thay
or tum tinkay chon rahay thay kisi or k liyay
hum jantay hai k dil mai tumharay nahi hai hum
jo khat tumhari ankho mai thay hum nay parh liyay
gham hai k tu nay loot liya aitamad ko
ek daag day diya humay zindagi bhar k liyay
qatil ki is ada mai bhi qurbaan jayay
khud day k zeher ankho say anso bhi bhaa liyay
thi kaun si khata k jis k mili mujhay yeh saza
humay to umar qadam teray naksh-e-kadam liyay