Hussain
06-08-2009, 04:22 PM
Ik shakhs zindagi se kuch youn nikal gia
Jaisay ke mausam-e-bahara地 badal gia!
Chehray ke uskay wasf ko kis shay se ro karain
Kal chaudwee地 ke raat thi ye dil machal gia!
Uski hia mein shab ke tareeki hai sama!
Mausam guloo地 ka uski adaoo地 se pal gia!
Lagta hai meray chehray per wo rang hain ayan
Logon ko meray dil ka pata kaisay chal gia!
Kal tak to baday kaam ka kehtay thay mujhay loug
Mein ab bhi wahee shakhs zamana badal gia
Phir aaj uski yadoo地 ki baarat aayay gi
Ye sooch ker ke ghar se mein bahar nikal gia
Uske hi wasf per ye ghazal ab khatam karain
Deikha jo muskara ke to sagar badal gia!