(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
06-08-2009, 09:17 AM
sabki khushiyon kii chaah karte hain
itna sa yaaron bus gunaah karte hain
phool jaise lut jata hai bahaaron mein
khudko is kadar hum tabaah karte hain
dariya hun main woh saahil nahi jiska
kab ruk ke kisiko hum panaah karte hain
kaise chhod dun daaman e yaar kaa
kashti ko uspaar to malaah karte hain
denge Zakhm na bharne waale mujhe
gairon se milke wo ye salaah karte hain
uljha hOUN dil ke rishton ke beech
jo jeene na de,na hi fanaah karte hain
itna sa yaaron bus gunaah karte hain
phool jaise lut jata hai bahaaron mein
khudko is kadar hum tabaah karte hain
dariya hun main woh saahil nahi jiska
kab ruk ke kisiko hum panaah karte hain
kaise chhod dun daaman e yaar kaa
kashti ko uspaar to malaah karte hain
denge Zakhm na bharne waale mujhe
gairon se milke wo ye salaah karte hain
uljha hOUN dil ke rishton ke beech
jo jeene na de,na hi fanaah karte hain