(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
06-08-2009, 02:58 AM
tmhe main bhool jaon ga magr "wada" nahi karta
hamesha muskurao ga magr "wada" nahi karta
tmhari her nishani ko main darya main baha don ga
tmhare khat jala don ga magr "wada" nahi karta
tmhara zikr mehfil main ho to mujhe khamosh rehna hai
main khud ko aazmao ga magr "wada" nahi karta
sitaron neend k maro chalo khuabomn ki dunia main
main b so he jaon ga magr "wada" nahi karta..
chalo tm se ye "wada" hai k dil main dard hai jitne
kisi ko na sunao ga magr "wada" nahi karta