aryan
06-08-2009, 02:40 AM
Khushbon ki Tarah meri har sans mein
tum Pyar Apna basany ka wada karo
Rang Jitney Tumhari Mohbat ki hain
Merey DiL mein Sajany ka wada karo
Hai Tumhari Wafaon pe Mujh ko Yaqeen
Phir bhi DiL Chahta hai mere DiL Nasheen
Yunhi meri Tasali ki khaTir zara sanam
Mujh ko Apna bananey ka wada karo
Sirf Lafzoon mein Iqrar hota nahi
Eik Ajnabee se hi Pyar hota nahi
Ma Tumhain Yaad rakhney ki khaon qasam
Tum Mujhey na bholany ka wada karo !!!
tum Pyar Apna basany ka wada karo
Rang Jitney Tumhari Mohbat ki hain
Merey DiL mein Sajany ka wada karo
Hai Tumhari Wafaon pe Mujh ko Yaqeen
Phir bhi DiL Chahta hai mere DiL Nasheen
Yunhi meri Tasali ki khaTir zara sanam
Mujh ko Apna bananey ka wada karo
Sirf Lafzoon mein Iqrar hota nahi
Eik Ajnabee se hi Pyar hota nahi
Ma Tumhain Yaad rakhney ki khaon qasam
Tum Mujhey na bholany ka wada karo !!!