~wish munda~
06-08-2009, 01:35 AM
Maa sath hai tu saya-e-qudrat b sath hai
maa k bagair lagay k din b raat hai
main door jaown tu us kaa mereey sir pay hath hai
merey liyee tu meri maa hi kainaaat hai
daman main maa k sirf wafaown k phool hain
hum saraay apni maa k qadmoo ki dhool hain
aulaad k sitaam usay has ker qabool hain
maa k bagaair lagay k dunya fazool hai