Humaila
06-01-2009, 01:06 AM
Nabi Kareem (S.A.W.W.) ne farmaya:
Logon par aik zamana aisa aaye ga k un ka maqsad un ka pait ho ga,Daulat un ki izzat ho gi,Aurat un ka qibla ho ga aur paisa un ka deen ho ga aur woh bad-tareen log hon ge aur aakhrat mein un ka hissa nahi ho ga....
Aour woh zamana aaj hai jiss mein hum reh rahey hai.. Aaj kal sirf hum paisa, aour shauraat k barey mein sochtey hai.. izzat.. Izzat kya hai???.. Hum iss zamaney mein itney IN ho chukey hai k .. Hum izzat ki parwa hi nahi kartey.. Humey sirf daulat chahie.. Aour issi daulat ki wajha se hum aapna deen bhool jatey hai.. Aour bhi ziada daulat mangtey hai.. Aour aise logon k lye.. Akhirat mein koi hissa nahi hoga..
Baqi Allah(swt) behtaar janey wala hai..