life2
05-31-2009, 10:05 PM
"Aqalmand apne aap ko past(neecha) kar k bulandi hasil karta hai Aur nadaan apne aap ko buland kar k zillat hasil karta hai."
"Agar Kisi Ka Zarf Azmana Ho Tow Aus Ko Ziyada Izzat Do'
Wo Aala Zarf Hua Tow Appko Aur Ziyada Izzat Day Ga Aur Kam Zarf Hua Tow Khudh ko Aala Samjhay Ga".
* "Koshish Karo Ke Tum Duniya Mai Raho,Duniya Tum Main Na Rahay Kyun Ke Kashti Jab Tak Pani mai Rehti Hai Tow KhoobTehrti Hai, Jab Pani Kashti Main Ata Hai Tow Wo Doob jati Hai."
* "Lazzat Ke Sabab Gunah Mat Karna, Kyun ke Lazzaat Khatam Ho Jati Hai Magar Gunah Baki Rahay ga Aur Takleef Ke Sabab Neki Tarak Na Karo Kyun Ke Takleef Khatam Ho Jaye ge Magar Neki Baki Rahay Ge."
* "Kainat Mai Jitni Jaldi Rab Razi Hota Hai, Utni Jaldi Koi Bhe Razi Nai Hota."
A Beautiful Quotation by HAZRAT ALI (R.A)
Hazrat Ali R.A Say Sawal Kiya Gaya K Namaz Main 2 Sajday Kyun Hotay Hain???
App nay Irshad Farmaya:
" Nimazi Jab Sajda-e-Aval k Liye Khak Per Peshani Rakhta Hai Tow Aus Baat Ki Taraf Ishara Hai Ke Mitti Say Paida Hua Hai, Aur Jab Sir Ko Sajde Se Uthata hai Tow Ais Baat ki Taraf Ishara Hai K Zameen Say Aya Hai,
Dosra Sajda Ais Baat Ki Alamat Hai K Dubara Zameen Mai Jaega Aur Mitti Mai Badal Jayega... Aur Jab Dubara Sajde Say Sir Uthata Hai Tow Ais Ka Matlab Ye Hai k Dubara Kainat Mai Zinda Kiya jaye Ga.. "