PDA

View Full Version : Aaj phir koi dil tor gaya


ShahTaJ
09-21-2008, 05:36 AM
Aaj phir koi dil tor gaya,
purani yaadain phir koi chor gaya.

Din guzarta tha jin ka chehra dekh kar,
Aaj phir wo hum se mou mor gaya.

Hum to intezar karte rahe unke ane ka,
Aaj phir wo bhare bazar main tanha chor gaya.

Itni shaguftigi aur sadgi se dil tora hai,
Phir na dekhon kabhi khuwab asa jahjhora hai.

Hum ne chaha hai tumhe toot kar.
Phir kyon chale gaye tum hum se ruth kar.

Yaadon k mele main base ho tum,
Jese badlon main chand ho ghum.

Na satao itna k toot jaye hum,
Phir simetne bhi chaho ge to na simat paenge hum.

Chah k bhi nahi chah sakte tumhe,
Sari umar bhoola bhi nahi sakte tumhe.

Tera chehra dekhne k liye taras gai hai ye ankhein,
Ro ro k nam ho gai hai ye ankhein.

Janta hai ye dil k nahi pa saken ge tumhe,
Par duaon main tujhe mangne ki aadat hai hume.

Jab bhi tanhai main teri yaad ati hai,
Har bar hume zinda se murde kar jati hai.

Ab mera koi jene ka maqsad raha he nahi,
Bula le mere rub is duniya main mera koi raha hi nahi.

Tabish
09-21-2008, 05:44 AM
haye kia dard bhari dastan hai mujay runa agay kasam say nice sharing shahtaj g

umair8005
09-21-2008, 10:38 AM
nyc......

anjani
09-21-2008, 04:57 PM
nice jee :D
roz roz mouqa hi na diya karo na kisi ko dil turne ka lolz:smack:

Beod
09-21-2008, 05:03 PM
lol anjani
nice

~*Gillanii
09-21-2008, 05:23 PM
V Nic3 ..

SaHaR
09-21-2008, 05:23 PM
veryyy niceee

! HEER
09-21-2008, 07:43 PM
wha wha wha kya likha haio taj hug bhot khub sis
Ab mera koi jene ka maqsad raha he nahi,
Bula le mere rub is duniya main mera koi raha hi nahi

AYAZ
09-21-2008, 07:54 PM
wah kia zaberdast poetry hie thanks for sharing

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.