~*Gillanii
05-31-2009, 11:51 AM
Laho Honay Say Darta HoOn, Main Tum Say Juda Honay Say Darta HoOn ..
Meri Ankhain Batati Hain Kay Main Sonay Say Darta HoOn ..
Meri Ungli Pakar Laina Maa Mujhay Tanha Nahi Karna ..
Maa Ye Dunya Aik Maila Hay Main Khonay Say Darta HoOn ..
Jo Hansta HoOn To PalkO'n Kay Goshay Bheeg Jatay Hain ..
Tumhain Maloom Hay Maa Kay Main Is Tarha Ronay Say Darta HoOn ..
Ye Jab Say Khuwab Jo Daikha Hay Kay Mujhay Tum Chor Jaogi ..
Main Darta HoOn Ab Khuwab Say, Main Sonay Say Darta HoOn ..
................................................
~ MAA Tere Baad Bata Kon LabO'n Say Apnay ..
Waqt-e-Rukhsat Mere Mathay Pay Duwa Likhega ~

Bulandi Kab Kisi Shakhs Kay Hissay Main Rehti Hay
Imarat Jitni Unchi Ho Utni Khatray Main Rehti Hay ..
Ye Aisa KarzZ Hay Main Jis Ko Adaa Kar Nahi Sakta ..
Main Jab Tak Ghar Na Pohancho'n Maa Meri Sajday Main Rehti Hay ..
Abhi Zinda Hay Maa Meri Mujhay Kuch Bhi Nahi Hoga ..
Main Ghar Say jab Nikalta Hoon Duwa Bhi Sath Chalti Hay ..
Munawar Maa Kay Agay You'n Kabhi Khul Kar Nahi Rona ..
Jaha'n Bunyaad Ho Itni Nami Achi Nahi Hoti ..