momal ali
05-28-2009, 08:41 AM
Mein logon sy mulaqaton k lamhay yaad rakhta hn
Mein baatein bhul b jaun to lehjay yaad rakhta hn
Sar-E-mehfil nigahein mjh pe jin logon ki parti hein
Nigahon k ma'ani sy wo chehray yaad rakhta hn
Zara sa hut k chalta hn zamany ki riwayat sy
K jin pe boajh mein dalun, wo kandhay yaad rakhta hn
Main yun to bhul jata hn, kharashain talkh baaton ki
Magar jo zakhm gehray dein, ravayye yaad rakhta hn...