~ Bikhre Lamhe ~
05-27-2009, 07:47 PM
Khabi socha ha tu ne dil kiya kheta ha?
Khabi socha ha kiya hota jab dil toota ha?
kitna dard hota ha
Jab apnon se khauf hota ha
Wo manzar bi kiya manzar hota ha
Jab tu kareeb reh kar bi door hota ha
Kitna kamzor wo Shakhs hota ha
Jo dost hi ko dhoka deta ha
itna badnaseeb wo kyun hota ha
Jo majme main bi akela hota ha
Judai ka ghum bi kiya ghum hota ha
Kyun har koyi muj se sawal karta ha
Kyun mera dil har bar ro deta ha
Ab tu Saaya bi yehi sawal karta ha
kaise tu itna khush rehta ha
Khabi socha ha kiya hota jab dil toota ha?
kitna dard hota ha
Jab apnon se khauf hota ha
Wo manzar bi kiya manzar hota ha
Jab tu kareeb reh kar bi door hota ha
Kitna kamzor wo Shakhs hota ha
Jo dost hi ko dhoka deta ha
itna badnaseeb wo kyun hota ha
Jo majme main bi akela hota ha
Judai ka ghum bi kiya ghum hota ha
Kyun har koyi muj se sawal karta ha
Kyun mera dil har bar ro deta ha
Ab tu Saaya bi yehi sawal karta ha
kaise tu itna khush rehta ha