K@IN@@T
05-27-2009, 03:58 PM
har tamashay-e- faqat sahil say manzar dekhata
kaun dariya ko otarta kaun gohar dekhata
woh to duniya ko meri dewangi khush agayi
teray haatho mai warna pehla pathar dekhata
ankho mai anso jaari thay par sada tujh ko na di
is tawaqqo par shayad to palat kar dekhata
meri kismat ki lakeeray meray haatho mai na thi
teray mathay par koi mera muqaddar dekhata
zindagi pehlay hoi thi sham-e-hijra ki tarha
kis ko hoosla tha kaun jii kar dekhata
doobnay wala tha sahil pay chehro ka hoojom
pal ki mohlat thi mai kis ko ankh bhar kar dekhata
too bhi ek dil ko lahoo ki boond samjh lay faraz
ankh gar hoti to katray mai samander dekhata