Janeeta
05-27-2009, 12:16 AM
Muje ZINDAGI ki na dou,Dua
Meri Zindagi se bani nahi,
Koi Zindagi pe kare Yaqin,
Mera Zindagi pe Yaqin nahi,
Ye Safar bhi kaisa Safar hai kay,
Main kabhi kahin tou kabhi kahin,
Muje jis Sanam ki talash thi,
Wo dikha magar mila nahi,
Main wo Baat huno jo bani nahi,
Main wo Raat huno jo kati nahi,
Muje ZINDGI ki Dua na dou!
MERI ZINDAGI SE BANI NAHI.
Meri Zindagi se bani nahi,
Koi Zindagi pe kare Yaqin,
Mera Zindagi pe Yaqin nahi,
Ye Safar bhi kaisa Safar hai kay,
Main kabhi kahin tou kabhi kahin,
Muje jis Sanam ki talash thi,
Wo dikha magar mila nahi,
Main wo Baat huno jo bani nahi,
Main wo Raat huno jo kati nahi,
Muje ZINDGI ki Dua na dou!
MERI ZINDAGI SE BANI NAHI.