PDA

View Full Version : Faisla


~ Bikhre Lamhe ~
05-26-2009, 01:57 AM
Apni hi roh ki talash mein jala ja reha houn

Badlte mausam mein khud ko kose ja reha houn

Yahi dhoop yahi chaon kal bi aya karti thi

Phir chaon chod mein dhoop mein kyun jiya karta tha

Aaj phir din nikla phir raat ayi

Khabi khola Aasman tu khabi badlon ki ghata chai

Aaj phir chand aya ha falak pe

Shayad isi liye sitaron ne apni doli hi sajyi

Khamosh patton ki ye sarsrahat

Kuch yaad dilya karti ha

Has kar humin humari hi kehani suna kar

Chali jaya karti ha

Aisa lagta ha wo has rahi hain hum par

Par khush houn ki un ki khushiyon ka ehsaan tu ha hum par

Lena-dena mol-bhao tu chalta rahe ga

Par khushi ka ye manzar yahin nai thame ga

Beete kal ko peeche chod aye hain hum

wahan ki khushiyon ko bi sath le aye hain hum

Kal kya howa kal kya ho ga

Muje nai pata

Aaj main jeena chahta houn aaj main ji kar rahon ga

Bas yahi ha mera FAISLA

momal ali
05-26-2009, 02:04 AM
beautiful khuwab ji..

~Pr!nCe$s UrOoJ~
05-26-2009, 02:12 AM
zabardasttttttttttttttttttttttt

safa
05-26-2009, 07:26 PM
bahut khoob....Sir

A L i
11-01-2009, 11:13 PM
very nice

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.