~ Bikhre Lamhe ~
05-25-2009, 08:11 AM
Un ka Andaz-e-karam Ous pe wo ana Dil ka
Haye Wo waqat wo Baatin wo zamana Dil ka
Na suna Ous ne Tawajo se Fasana Dil ka
Omer guzri par Dard na Jana Dil ka
DilLagi Dil ki Lagi ban ke mita deti ha
Rog Dushman ko be Ya Rab na Lagana Dil ka
Wo bi apne na howe Dil bi gya Hathon se
Aise Aane se tu behter ha na ana un ka
Un ki mehfil mein Un ke Tabasum ki Qasam
Ham Dekhte reh gaye Hath se Jana Dil ka