~ Bikhre Lamhe ~
05-25-2009, 08:06 AM
Is Dil Ne Tere Baad Mohabbat Bi Nahi Ki
Had Ye K Dhadakne Ki Jasarat Bi Nahi Ki
Tabeer Ka Ahsasa Howa Ha Use Haasil
Jis Ne Mere Khawabon Main Sharakat Bi Nahi Ki
Ulfat To bari Baat Ha Hum Se To Sar-e-Shaher
Logon Ne Khabi Dhang Se Nafrat Bi Nahi Ki
Addab-e-Safar Ab Wo Sikhate Hain Jinhon Ne
Do Char Kadam Tah Karne Ki Ye Musafat Bi Nahi Ki
Kia Apni Safai Main Bayan Daite K Hum Ne
Nakarda Gunaah Ki Wazahat Bi Nahi Ki
Khamosh Tamashai Ki Manind Sar-Bazaam
so (100) Zakham Sahe Dil Pe Shikayat Bi Nahi Ki
Us Ghar K Shabi Muje Chorne Aaye
Dehleez Tak Us Ne Ye Zehmat Bi Nahi Ki
Us Ne Bi Ghulamon Ki Safoon Main Hamain Rakha
Us Dil Pe Khabi Jis Ne Hukomat Bi Nahi Ki