~ Bikhre Lamhe ~
05-25-2009, 07:47 AM
Ha afsos mera kaisa muqaddar nikla
main jise pooj raha tha wohi patthar nikla
rasta jo bi geya ghum ki kisi manzil par
tood kar muj ko mere ghar se guzar kar nikla
tu khabi apna samjh kar tu pukare ga muje
main teri rah se ye soch kar aksar nikla
dil mera tod ke mud kar bi na dekha us ne
kaise sheesha meri aakhon se pigal kar nikla
muj ko do ghont tasali ke pila bi na saka
kitna majbor wo sapnon ka sumandar nikla
har ghadi chaya raha hum mein muhabbat ka janoon,
wo shama dil se na aakhon se wo manzar nikla
ab mere qatal ka ilzaam muji par rakh do
wo mere dost mere yaar ka khanjar nikla
aadmi youn tu houn main doston rangeen buhat
dard mera mere har shairi main aksar nikla