~ Bikhre Lamhe ~
05-25-2009, 07:41 AM
Rehte hain chup our khud se kalam karte hain
Ajab kaam ye deewane subho sham karte hain
Hansi hansi main dabba dete hain dard ki lehar
Siskiyon ko kamal-e-zabt se gumnam karte hain
Khud tu nai hain shamil kisi ke shumar main
Apni muhabbat phir bi sab ke naam karte hain
Wo jo tadap se jate hain ankahi baat par bi
Un hi ko Khas our khud ko aam Karte hain
Jin Ke Liye tha wo aya Bydaam luta k dunia
Ab wo bi soch soch ke us ke daam karte hain
Nai Ha soch main shamil Zaat koi na baat koi
Ab umeed-e-tanhai ko apna anjaam karte hain
Qisa tu ha ye purana Unwaan bi nai badla
Ik naam badal ke khud ko badnam karte Hain