~ Bikhre Lamhe ~
05-25-2009, 07:35 AM
Aaj Qabar ki mitti main kuch nami si ha
Ahl-e-Qabar ko yaad koi aya buhat ha
Farishto tumhare sawalon jawabon ka aadi houn main
Sari zindagi dunia ne azmaya buhat ha
Ab tu sone do hamin sakoon se Qabar main apni
Ta omer intezar ne humin jagaya buhat ha
Ab tak beh rahe hain Aasoo bheega howa ha kafan
Dushmano tum dena muje kandha dosto ne sataya buhat ha
Darta houn koi samaj na bethe ise doli dulhan ki
Mere janaze ko logon ne sajaya buhat ha
Roo deta houn jab bi guzarta houn Ahdure ke mazar se
Kambakht ne jeete jee muje hasaya buhat ha