~ Bikhre Lamhe ~
05-25-2009, 05:41 AM
Ye dunia ha buhat badi
tum kehan mein kehan pata nai
Ek talash mein nikla houn
milo ge tum ya nai?
Yehan ho tum wehan ho tum
qidar ho tum pata nai
door se dekha tu pass the tum
Pass aaya tu door howe tum
Dil dondta ha tumhin yehin kahin
bata tu do milo ge tum ya nai?
Ek talash main houn aaj bi
Mil sako tu mill jana khabi yahin
tum kehan mein kehan pata nai
Ek talash mein nikla houn
milo ge tum ya nai?
Yehan ho tum wehan ho tum
qidar ho tum pata nai
door se dekha tu pass the tum
Pass aaya tu door howe tum
Dil dondta ha tumhin yehin kahin
bata tu do milo ge tum ya nai?
Ek talash main houn aaj bi
Mil sako tu mill jana khabi yahin