» ßerükhï «
09-18-2008, 01:37 PM
http://sl.glitter-graphics.net/pub/1166/1166234pf75plhrvb.jpg
Us Shab Kitna Toot K Roye Chaand, Hawa Or Main
Teeno Hi Ik Saath Ujray Thay Chaand, Hawa Or Main
Saray Khwab Azaab Huey Or Sabhi Khayal Zawal
Kis Barqay Phir Sapnay Buntay Chaand, Hawa Or Main
Chaand, Hawa Or Mujh Mein Jaana Koi Faraq Nahi
Aik Si Rut K Chahnay Walay Chaand, Hawa Or Main
Hassan Raza Wo Raat Muradon Wali Jab Bhi Ayi
Dekhna Kaise Galay Milain Gay Chaand, Hawa Or Main