~ Bikhre Lamhe ~
05-22-2009, 11:38 PM
Haqiqat jaan lo bichad jane se pahle
Meri sun lo apni sunane se pahle
Ye soch lena bholane se pahle
Bahut royi hain ye aankhin muskurane se pahle
Bina chod khaye ahsas nai hota
Har koi dunia mein khas nai hota
Magar jis ki aarzo dil se ho jati ha
Wo hi shakhs hamare paas nai hota
Shikwa nai koi zindagi se
Magar ek shikayt khuda se zaruor ha
Jazbaat kyun diye tu ne hamin
Jab dunia mein pyaar karna qasoor ha
pyase ko ek qatra pani kafi ha
ishq mein char pal ki zindagi kafi ha
dubne ko samandar mein jaye kyun
un ki palkon se tapka wo pani hi kafi ha
Dhere dhere door hote gaye
Waqat ke age majbor hote gaye
Ishq mein ham ne aisi chod khai
ke hum bywafa our wo byqasor hote gaye
Un ke chehre pe is qadar noor ha
ki un ki yaad me rona bi manzoor ha
bewafa bhi kehnahi sakte unko
pyar tu hum ne kiya ha wo tu byqasor ha
Apne hise ki zindagi tu hum ji chuke
Ab tu bas dharkanon ka lihaz karte hain
Kya kahe dunia walon ko jo
Akhari sans par bi aitraz karte hain
Meri sun lo apni sunane se pahle
Ye soch lena bholane se pahle
Bahut royi hain ye aankhin muskurane se pahle
Bina chod khaye ahsas nai hota
Har koi dunia mein khas nai hota
Magar jis ki aarzo dil se ho jati ha
Wo hi shakhs hamare paas nai hota
Shikwa nai koi zindagi se
Magar ek shikayt khuda se zaruor ha
Jazbaat kyun diye tu ne hamin
Jab dunia mein pyaar karna qasoor ha
pyase ko ek qatra pani kafi ha
ishq mein char pal ki zindagi kafi ha
dubne ko samandar mein jaye kyun
un ki palkon se tapka wo pani hi kafi ha
Dhere dhere door hote gaye
Waqat ke age majbor hote gaye
Ishq mein ham ne aisi chod khai
ke hum bywafa our wo byqasor hote gaye
Un ke chehre pe is qadar noor ha
ki un ki yaad me rona bi manzoor ha
bewafa bhi kehnahi sakte unko
pyar tu hum ne kiya ha wo tu byqasor ha
Apne hise ki zindagi tu hum ji chuke
Ab tu bas dharkanon ka lihaz karte hain
Kya kahe dunia walon ko jo
Akhari sans par bi aitraz karte hain