~ Bikhre Lamhe ~
05-22-2009, 11:19 PM
Muj se bichar kar rota ho ga
Gham ko kitna samjhata ho ga
Jin rahon par chalta ho ga
Meri yaad main tadapta ho ga
Zinda ab main kaise rahon ga
Shayid gher main sochta ho ga
Muj se jo keh na saka wo
Ab wo khud se kehta ho ga
Guzri baatin guzre lamhe
Yaad wo kar ke rota ho ga
Fursat use ho ke na ho
Khat wo phir bi likhta ho ga
Udaas dil veeran aankhin
Rasta mera dekhta ho ga
Sanjida ho geya ho ga shayid
Ab na shararat kerta ho ga
Muj se bicher kar rota ho ga
Gham ko kitna samjhata ho ga
Gham ko kitna samjhata ho ga
Jin rahon par chalta ho ga
Meri yaad main tadapta ho ga
Zinda ab main kaise rahon ga
Shayid gher main sochta ho ga
Muj se jo keh na saka wo
Ab wo khud se kehta ho ga
Guzri baatin guzre lamhe
Yaad wo kar ke rota ho ga
Fursat use ho ke na ho
Khat wo phir bi likhta ho ga
Udaas dil veeran aankhin
Rasta mera dekhta ho ga
Sanjida ho geya ho ga shayid
Ab na shararat kerta ho ga
Muj se bicher kar rota ho ga
Gham ko kitna samjhata ho ga