~ Bikhre Lamhe ~
05-19-2009, 10:02 PM
Tum jao hum se door tu ek kaam kar jana
Kuch pal apne hamare naam kar jana
Agar aa jaye mout hamin aap k Ane se pehle
Tu Aa ker mere janaze ka Ehtraam kar jana
Na rona is qadar k takleef ho hamin
Mout ko bi mazaq samajh kar Anjan ban jana
Main ek din so jayon ga sada k liye
Phir muje Bywafa keh kar badnaam kar jana
Jo guzro meri qabar se tu nazrin na pherna
Ajnabi hi ban k DUAA salam kar jana
For Rudie