umair8005
05-19-2009, 05:59 PM
kabhi kabhi en aakhon mein nami si hoti hai, kabhi kabhi en hoton pe hasi si hoti hai, ay mere dost........tujse meri zindagi, zindagi si hoyi hai...
maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahin, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahin, kismat ne sab kuchh diya hamen, sirf diya hamara woh yaar nahin...