(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
05-19-2009, 03:29 AM
Tujh se milne ko kabhi hum jo machal jaate hain.
To khyalon me bohut door nikal jaate hain.
Gar wafaon me sadaqat bhi ho or shiddat bhi.
Phir to ehsaas se patther bhi pighal jaate hain.
Uski aankho ke nashe me hain jab se doobay.
Lar-khratay hain qadam or sambhal jaate hain.
Bewafayi ka mujhe jab bhi khyaal aata hai
Ashq rukhsaar par aankho se nikal jaate hain.
Piyar me aik hi mosam hai baharon ka mosam
Logh mosam ki tarha phir kese badal jaate hain
( author Unknown)