~ Bikhre Lamhe ~
05-18-2009, 11:21 PM
jeena tu chahte hain magar un ki yaad ne jeene na diya
marna tu chahte hain magar un ki muskurahat ne marne na diya
hasna tu chahte hain magar un ke ghum ne hasne na diya
rona tu chahte hain magar un ki awaaz ne rone na diya
our pyar tu buhat karte hain un se
par un ki nafrat ne hamin pyar karne na diya