K@IN@@T
05-18-2009, 07:29 PM
dard ko ashq bananay ki zarrorat kia thi
tha jo os dil mai dikhnay ki zarrorat kia thi
hum nay jo bhi kia apni mohabbat mai kia
go samjhtay hai zamanay ki zarrorat kia thi
ho jo chahat to tapakti hai khud ankho say
aay meray dost batanay ki zarrorat kia thi
itnay haasas hai saanso say pighal jatay hai
bijli hum pay giranay ki zarorat kia thi
hum to pehlay hi teray haq mai tahaydast hoyay
aisay ghayal mai nishanay ki zarrorat kia thi
aisa lagta hai kamzoor bohat hai to bhi
jeet ka jashan bananay ki zarrorat kia thi