~ Bikhre Lamhe ~
05-15-2009, 09:48 PM
Dost benaya ha apna tu dosti nibhayo yaaro
kadam-dar kadam hamin youn na azmyao yaaro
har imtehan ke liye tayyar hain hum
lekin pehle apna wajood bi tu benayo yaaro
humari nazron mein tu tum aaj bi wohi ho
apni nazron mein thodi muravat tu layo yaaro
zamane ki ungliyan tumhin par uth rahi hain har taraf
hamari Chotin hain lagi unhin samjho yaaro
kisi jhoti hamdardi se kyun dete ho dilasa
pehle khud ko sach ka aaina dikhayo yaaro
kya sochte ho mita doge hasti meri
pehle kisi rote howe bache ko chup karayo yaaro
jis dosti par kal tak tha hamin fakhar buhat Ahdure
chalo aaj kahin ise dafna aayo yaaro