~ Bikhre Lamhe ~
05-15-2009, 09:43 PM
apne bikhare khwabon ki miyat sajaye jate hain
ye le teri dunia se khud ko mitaye jate hain
bikhar geye hain jo savrane se pahle toot kar
wo wajood apna qabar mein dafnaye jate hain
kitne dard sambhale ga tu Ah dil mere NadaN
ye baatin ab khud hi is dil ko samjhaye jate hain
tere har ek Zakham ko dil mein basa ke rakh lein ge
is liye sare Zakhm ham dil mein sajaye jate hain
tum ko na mile ghum bas yahi tamna ha meri
apne dil se har sikwa tere liye mitaye jate hain
tukde tukde ho kar ham jee rahe hain tere bina aaj ab
tukdon tukdoin mein zidagi ko bitaye jate hain
hai rishta kaisa tuj se ye zndagi bata mera
har rishta khud ko bhol kar ham nibhaye jate hain