~ Bikhre Lamhe ~
05-14-2009, 07:50 PM
Buhat yaad ata ha wo guzra zamana
wo rangin shamin sama wo suhana
wo bahon mein baahin nadi ka kinara
wo rangin mausam wo mahakta nazara
buhat yaad aata ha wo guzra zamana
wo zulfon ka udna hawaon me aise
udna ghataon ka sawan e jaise
gazab dha raha tha us par tera muskurana
buhat yaad aata ha wo guzra zamana
meri zindagi ko saja dene wale
mere dil se gham ko mita dene wale
saja do phir se mera aashiyana
buhat yaad aata ha wo guzra zamana
wo rangin shame sama wo suhana
wo rangin shamin sama wo suhana
wo bahon mein baahin nadi ka kinara
wo rangin mausam wo mahakta nazara
buhat yaad aata ha wo guzra zamana
wo zulfon ka udna hawaon me aise
udna ghataon ka sawan e jaise
gazab dha raha tha us par tera muskurana
buhat yaad aata ha wo guzra zamana
meri zindagi ko saja dene wale
mere dil se gham ko mita dene wale
saja do phir se mera aashiyana
buhat yaad aata ha wo guzra zamana
wo rangin shame sama wo suhana