ShahTaJ
08-07-2008, 02:01 AM
Justo jis ki thi us ko tu na paya humne
Is bahane se magar dekh li duniya humne
Tujh ko ruswa na kiya khudh bhi pashema na huwe
Ishq ki rasam ko is tarah nibhaya humne
Kab mili thi kaha bichri humein yaad nahi
Zindagi tujh ko tu bas khuwab mein dekha humne
Isse ada or sunayein bhi tu kiya hal apna
Umer ka lamba safar tey kiya tanha humne