umair8005
05-03-2009, 06:25 PM
hum farz-e-dosti yuhi nibhate rahenge, waqt bewaqt yuhi satate rahenge, dua karo ki umar bahut lambi ho humari, nahi to yaad ban kar tumhe rulate rahenge...
Haalat pe meri hasne hasane aaja jothe hi sahi par sachi ansoon bhane aaja khuwab ko kiya sajana,woh toh bikhar gaye ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja...