PDA

View Full Version : Home Remedy For Neck Pain


shabbirqazi
10-31-2017, 06:40 PM
Home Remedy For Neck Pain Treatment In Urdu

Zatoon K Tel Se Malish
Tora sa zatoon ka Tel lain. Is ko halka garam kar lain. Is Tel se apni garden ki malish karan. Is k bad 1 towel ko garam paani main bhigo kar rak dain aur pir is towel ko 10 minute tak garden par rakh dain. Ahsa karney se garden dard main bout aram mile ga.

Adrak Ki Chay

Gardan main dard se chotkary k lehe Adrak ki Chay b bout mofid ha. 1 Cup garam chay main 1 chamach adrak ka paist dall kar piye is se dard main foran aaram milega.

Ajwaine Se Gardan Dard Ka ilaj

Ajwanine ko 1 potali main baandh kar taave par garam karain, pir is potali se garden ki tokor (sikayi) karain dard dur ho jayega.

Methi Se Gardan Dard Ka ilaj

Methi ke daano ko paani main pees kar leep bana le aur din main 2-3 baar garden par laganae se garden pain dur hota ha.

Useful Advice For Relief in Neck Pain


Gardan ko ek hi taraf mor kar maat soun.

Bari wazan na utan.

Lagatar garden jhkaye koi kaam na karain, aik hi position main garden ko jhuka kar kam karany se
garden main dard pada hota ha. Thori dair ke bad postion tabdeel kar lain ta ke garden ko aram mil sake.

Sakhat aur unchay foam ka takiya har giz istamal na karain balke narm aur 3 inch mota takiya istamal karain.

Kafi dair tak computer chair pe na betheyain. Computer k lehe asi chair ka intekab karain jis ki pashat aap ki garden ke barabar ho ta ke aap kuch wakfe ke liye garden ko is par take kar aram kar sakian.

Likhne aur parhne k liye unchi table ka intakhab karian ta ke aap ki garden sedhi rahe aur aap asani se kam kar sakain.

Son eke liye unchhe takiyo ka isteemaal na karean.

Gardan main dard ki asal waja janany k lehe kuch test zaroor karain jas k Xray, Bone Scan and MRI.

Painkillers b garden dard main aram de sakte hain.
اگر آپ اردو میں دئے گئے علاج کو اپنے کمپیوٹر یا موبائل میں ڈائون لوڈ کرنا چاہتیے ہیں تو اس کے لیے لنک شئئر کر رہا ہوں

http://itechnhealth.com/home-remedy-for-neck-pain-treatment-in-urdu-gardan-main-dard-ka-ilaj/


http://www.MeraForum.Com/imagehosting/1213059f87d2947ff9.png (http://www.MeraForum.Com/vbimghost.php?do=displayimg&imgid=1919)

sonia muzammil
11-02-2017, 10:47 AM
Are you looking for health insurance for you or your family? Either critical care or Hospitalization insurance . If yes, we can help you to save your money and time with best service. Now compare health insurance offered by Pakistan's leading insurance companies only at (mawazna dot com) Buy an insurance plan matching with your needs that saves you money as well.

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.