waheed ahmed
10-13-2015, 06:51 PM
.................................................. ......
Terii qurbataiN bhii suraab haiN, Ye bhalaa huwaa Ju mili nahiiN
Terii DooriyaaN bhii azaab haiN, Merii desht-e-jaaN se tallii nahiiN
Kisi aag ne wo dhuwaaN diyaa, muje dekne bi kaaaN diyaa
wo musaaftouN kaa jahaaN diyaa, kahiiN rastaa he kahiiN nahiiN
Mujhe Zindagii wo diyaa lagay, Ke abhi bhujay ju hawaa lagay
Kabhii kiaa lagay, Kabhii kiaa lagay, kisi zaawiye pe yaqiiN nahiiN
Ke shikastaa paa maiN rukouN kahaaN, he ye faslouN kaa nyaa JahaaN
he agar zameeN, NahiiN aasmaaN, he ju aasmaaN, tu zameeN nahii
pas-e-chashm-e-nam wo zaroor he, mere dil jafaaouN se choor he
merii manzilouN kaa qasoor he tere raastouN se mili nahiiN......
mujhe shak he ke es se pehle kisi ne ye poetry share ki ho tu Pls. let me confirm...
maiN poetry change ker douN gaa