M A H i
04-27-2009, 06:30 PM
Kabhi hum bheegtay hain
Chahton ki tez barish mein
Kabhi barson nahi miltay
Kisi halki sii ranjish mein
Tumhe mein devtaaon ki koi
Khoo-boo naa thii warna
Kami koi nahi thii meray
Andaz-e-parastish mein
Yeh pehlay soch lo phir aur
Bhi tanha na ho jana
Usay choonay ki khuwhish mein
Usay panay ki koshish mein
Bohat say zakhm hain dil mein
Magar ek zakham aisa hai
Jo jal uthta hai raton mein
Jo lo deta hai barish mein
Chahton ki tez barish mein
Kabhi barson nahi miltay
Kisi halki sii ranjish mein
Tumhe mein devtaaon ki koi
Khoo-boo naa thii warna
Kami koi nahi thii meray
Andaz-e-parastish mein
Yeh pehlay soch lo phir aur
Bhi tanha na ho jana
Usay choonay ki khuwhish mein
Usay panay ki koshish mein
Bohat say zakhm hain dil mein
Magar ek zakham aisa hai
Jo jal uthta hai raton mein
Jo lo deta hai barish mein