waheed ahmed
09-25-2015, 10:11 AM
Phirte Hai Kab se Dar Badar
Kabhi is dagar kabhi us dagar
Ek Doosre ke hamsafar
Mai aur meri aawargi
Na aashna har rehguzar
Na meharban sab ki nazar
Jaaye to ab jaaye kidhar
Mai aur meri aawargi
Ek din mili ek mehjabeen
Tan bhi haseen Jaan bhi haseen
Dil ne kaha aey dilnasheen
Khwaboon ki manzil hai yehi
Phir yu huwa wo kho gayi
Mujhko bhi zid si ho gayi
Laayenge usko dhoond kar
Mai aur meri aawargi
Ek dil hi tha jo seh gaya
Wo baat aesi keh gaya
Kehne ko phir ky reh gaya
Ashko ka darya beh gaya
Jab keh ke wo dilbar gaya
Tere liye mai mar gaya
Nikle jala kar apna ghar
Mai aur meri aawargi
Ham bhi kabhi aabad the
Masrror the dilshaad the
Wo Chaal aesi chal gaya
Ham bujh gaye dil jal gaya
Nikle jala kar apna ghar
Mai aur meri aawargi
Kabhi is dagar kabhi us dagar
Ek Doosre ke hamsafar
Mai aur meri aawargi
Na aashna har rehguzar
Na meharban sab ki nazar
Jaaye to ab jaaye kidhar
Mai aur meri aawargi
Ek din mili ek mehjabeen
Tan bhi haseen Jaan bhi haseen
Dil ne kaha aey dilnasheen
Khwaboon ki manzil hai yehi
Phir yu huwa wo kho gayi
Mujhko bhi zid si ho gayi
Laayenge usko dhoond kar
Mai aur meri aawargi
Ek dil hi tha jo seh gaya
Wo baat aesi keh gaya
Kehne ko phir ky reh gaya
Ashko ka darya beh gaya
Jab keh ke wo dilbar gaya
Tere liye mai mar gaya
Nikle jala kar apna ghar
Mai aur meri aawargi
Ham bhi kabhi aabad the
Masrror the dilshaad the
Wo Chaal aesi chal gaya
Ham bujh gaye dil jal gaya
Nikle jala kar apna ghar
Mai aur meri aawargi