Rania
04-10-2015, 02:37 PM
Tum dunya me apnay Aali shan ghar ka kia karo gay jab k tum Aakhrat k Aali shan ghar k mohtaaj ho. Haan Agar dunya k sath sath tum aakhrat main bhi waseeh ghar chahtay ho to is dunya k ghar main mehmanon ki mehmaan nawazi, ghareebon se acha ikhlaq, aur apnay tamam huqooq ki adaegi karo. Agar aisa kiya tou yaqenan aakhrat ki kamranio'n ko paa lo gay